Maal me barkat ke lia wazifa

· 18 Jumada II 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWazaaif

Question

Meri husband ki buisness mey bohot problem chall raha hay. NGO sey loan liya hua hay. Rishwat dena lena donoi to haram hay. Hum mangtey hay ki loan ka cakkar khatam ho jay aur halal ruzi ka bandobast ho jay. Buisness ka problem aur loan ka problem sab khatam ho janey ke liye kya wazifa parengey please help. Hum aur meri pura family bohot pereshan hay. Aisa koi hya ki hum ko financially help karenge. Wazifa bataiye please. Meri liye dua kijiye please.

Answer

Paanch waqt ke namaaz ke ba'd ye dua parhle. Allah Ta'ala Halaal rowzi naseeb farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

References (sources)

اَللَّهُمَّ اكْفِنِيْ بِحَلَالِكَ عَنْ حَرَامِكَ وَأَغْنِنِيْ بِفَضْلِكَ عَمَّنْ سِوَاكَ

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.