Network marketing

· 2 Rajab 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTijaarat aur us ke mutalliq masaail

Question

Network marketings ke kaam Islam mei haram hai ya halaal? Kyun keh harr network marketing ka oosool hai keh aadmi talash kar na hota hai. Aadmi mil ne ki wajah se commision milta hai. Aap sab mere khayal se QNET naam ka network marketing company ko zaroor jaan tae hogae jo kay mulkon me mashoor hai.

Answer

Hamne jo parha aur samjha, uski roshni me ham usko durust nahi samajhte he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.