Khaawind ke saat rehna shaadi ke ba'd

· 2 Rajab 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehat

Question

Mere shohar mujhe ghr le jana chahte hain or ghr wale mujhe rok ray hain plz meharbani hogi. Mere sath meri bari behan ki bhi shadi hoi hai bahen k shohar or meri walida ki thori larai hoi thi jis par gussa ho kar bari shohar k behan ne galiyan din. Ab ghr walon ne ham dono behno ko rok liya hai mere shohar ne ghr aa kar mere waliden ko apne kam ki grenty de di hai or sulah bhi kar li hai mgr bari behan ka shohar nai aa raha sulah k liye to ghr wale kehte hain k jb tk bari behan ka shohar jo mere shohar ka bara bhai hai waliden kehte hain wo nai ay ga to tum ko bhi nai jane den ge ap koi esa wazifa bhi bata den jis se behan ka shohr lene aa jay apni biwi or bachi ko bht meharbani hogi or hamare liye dua bhi kijiye ga allah apko jazay khair de Ameen.

Answer

Ye sab jahaalat ki baate he. Jab shaadi hogayi to khaawind ke saath rehna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.