Army me job karna

· 14 Rajab 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTijaarat aur us ke mutalliq masaail

Question

Mein Indain Army mein job karaha houn, mera uthna bethna khana peena sub kuch non muslims ke sath hai, magar mein namaz aur neek kamoun ka paband houn aur unke tor tarekun se bilkul dur rehta houn. Kya mein haram tu nahi kamaraha houn?

Answer

Kamaai to haraam nahi, lekin jaha tak ho sake ghayr muslim ke saath mil jul, uthna bethna, khatam kar dena chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.