TV dekhna

· 17 Rajab 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Kya television dek sakte hai? meherbani kar ke tafseelan jawab de kyunki hamare ghar wale nahi mante hai ke TV dekhna gunnah hai.

Answer

TV dekhna jaaiz nahi he. Ye bohot bara gunaah he. Agar kisi ne TV dekha to us ku chahia ke wo Allah Ta'ala se towbah kare owr azam kare ke aainda ye gunaah nahi karega. Hadith Shareef me aya ke sab se sakt azaab un logo ku diya jaega jahannum me jo tasweero ke gunaaho ke andar mubtalaa the.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.