Khwaab ki ta'beer
Question
Mai ney khawab mai dekha key mera bohat kareebi dost joh umrah karney gaiya huwa tha woh mere ghar ata hey us ney safaid libaas pehna huwa hey aur muj sey a kar galey (hug) mil raha hey aur mai bari khushi sey us ko dekhta hoon. Jab mai nai yeh khawab dekha to woh abi saudia mey umrah hi kar raha tha, wapis nehi aiya tha.
Answer
Allah Ta'ala us ka umrah qubool farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.