Blood pressure ki wajah se rowza ku qadha karna
Question
Me do mahine se haamila hu aur mera BP bohot ziyaada rehta he. So agar mujh se ramadhaan ke kuch roze choot jaye to is ka kya kaffaara hoga?
Answer
Agar aap ramadhaan ke rowze nahi rakh sakti bimaar ki wajah se, to ramadhaan ke ba'd us ki qadha kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.