Khwaab ki ta'beer

· 2 Shaʻban 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Me ne ye pochna hai aap se ke khawab me apne safaid baal dekhe bus phir ankh khul gye. Aap se sawal hai is khawb ki tabeer bata den.

Answer

Zehni fikar ki taraf ishaarah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.