Imaam ke peeche muqtadi qiraat nahi karna chahia
Question
Kya sirri jamaat namaazo me bhi imaam ki perwi karni he yani ke surah fatihah aur deeghar surate nahi parhni he kya? Jehri ho ya sirri jamaat namaaze. Baraaye meherbaani ye bataaye ke muqtadi ne kya kya apne se parna chahiye.
Answer
Imaam ke pheeche muqtadi ku Qiraat nahi karna chahia, ne sirri namaaz me owr ne jahri namaaz me.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.