Khwaab ki ta'beer
Question
Mei ne khawab mei dekha hai ke mei apni walida (jo ke 3 saal qabl fot ho chuki hain) un ko sarak paar karwa ke gahr le aati hoon aur saath saath unhen saib (apple) bhi khila rahi hoon. Mehrbani kar ke mujeh is khwab ki tabeer bata den. Dua mei yaad rakhiye ga.
Answer
Qur'an Shareef ka kuch hissa parh kar ya kuch sadaqa dede owr us ka sawaab aap ke marhoom waalida ke lia bhejde.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.