Khwaab ki ta'beer

· 15 Shaʻban 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mey bohat dawafa kwaab Mey dekti hoon key paashaab karti hoon Sab key samney aur Sab mujhe dektey hain plz Yeh kwaab mujhe bohat dawafa ayee hai Mey bohat parishan hoon is kee waja sey plz bataye is ka kya matlab hai.

Answer

Apni haajato ko khuda ke saamne pesh karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.