Chacha ke intiqaal ke ba'd chahi se nikaah karna

· 12 Shawwal 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Mera sawaal ye hai ke kya chcha ke baad chchi se nikah ho sakta hai jab ke unke teen bachche hai joki ab beshhara hai. Mai unko khin aur nikaah nahin karne desakta.

Answer

Agar wo aap se nikaah karne se khush he, to aap un se nikaah karsakte.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.