Khwaab ki ta'beer

· 13 Shawwal 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mujhe har baar khwaab me dikhta hai ki mai raasta bhul gai aur mai bahot koshish karti hu ke mujhe raasta dikhe aur kai jagaho ko maine bahot baar dekha hai.

Answer

Neak lowgo ki suhbat ikhtiyaar kare owr tamaam kamo me apne baro ke saat mashwarah kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.