Khwaab ki ta'beer

· 24 Shawwal 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Me na Khwab ma Dekha ka ma Quran Pak ka last page Par rha hoo likin buth mistake yani Ravangee sa nahi pr rha aur mare wife mare muj Correction krva rahi ha. Braha kram muj is ke Tabeer bata dain.

Answer

Agar aap ki tilaawat durust nahi he to kisi Aalim ke paas jakar islaah kare. Issy tarah tamaam aham kaamo me Ulama' ke saat mashwarah kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.