Namaaz me nazar kaha honi chahiye?

· 26 Shawwal 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazNamaaz ke Sunan aur Aadaab

Question

Namaaz me nazar kaha kaha honi chahiye?

Answer

Qiyaam ki haalat me sajdah ke maqaam par aur ruku me qadamo par aur sajdah me naak ki taraf aur qa`dah me goud ki taraf nazar honi chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.