Mayit par zor zor se ronay se murday ko gunah

· 26 Shawwal 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsJanaazah

Question

Kya murday ki mayat par zor zor sy ronay sy murday ko gunah hota hai?

Answer

Agar murdah ne is qisam ki wasiyyat ki ho ya apni zindagi me is qisam ki cheez ko pasand kya ho aur uske andar shirkat kee ho to usko gunah hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.