Khwaab ki ta'beer

· 3 Dhuʻl-Qiʻdah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mujhay meri khawab ki tabeer please batadain app ki bari mehrbani hoge main parsoun khawab main apnay right taraf k danth ho hilta dekha or phir main usko chairti houn toh tooth jata hai usay pehlay main apna do bhaioun ko jaltay dekha tha phir danth valay khawab k baad main apnay bhai ko ghar main larai kertay dekha. Please mujhy khawab ki tabeer zarooor bataye ga . shukria

Answer

Ye ikhtilaaf ki taraf ishaarah he lekin Insha Allah ikhtilaaf khatam hojaega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.