Biwi ku "mein aap ko talaaq dounga" kehna
Question
Mein biwi ko hamesha kehta tha mein aap ko talak dounga kyunki muje aap ke affair ka pata chala, aur us ko maa, behen ke gali deta houn kya yeh gunah tu nahi hai ya mere nikah per koi asar tu nahi pada. Ab usne kasam khale ke us ka kisi ke sath affair nahi raha ab hamare beech sab thek thak chal raha hai.
Answer
Talaaq to waaqi nahi huwa lekin ayse alfaaz kehdana ye bohot be-wuqoofi aur jahaalat ki baat he, taubah karna chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.