Khwaab ki ta'beer

· 23 Dhuʻl-Qiʻdah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Maine kuch din pehly khwaab mai dekha ke meri nani (jinki death hogai hai aur unsy mai bhot ziada closed the bachpan mai) maine dekha ke nani ke ghar par hun aur nani so rahi hain thori dair mai nani uth kar mery pas bhag kar ati hain aur kehti hain k unky seeny par ek kaali billi bethi kuch parh ka phunk rahi thi to nani bohot dar jatin hain. Mai khwaab mai kehti hun nani sojayen. Aap mjhy jawab zuroor dega.

Answer

Apne marhoom naani ki maghfirat ke lia dua kare owr Qur'an Shareef ka kuch hissa parh kar, ya kuch sadaqah dede owr us ka sawaab un ke lia bhejde.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.