Zina karna
Question
1. Mera sawal ye hai ke zina karnay walay ki koi khas nishani bataye. Zina karnay wlay ko janat mn hoor milay gi kya?
2. Zina k baray mn ap pakistan k baray mn bataye k yahan zina kyn phel raha hai.
Answer
1. Jis qadar koi gunah karta isee qadar aakhirat me mahroomi hogi.
2. Me Pakistan me rehta nahi aur ne waha ke haalaat se waaqif hu.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.