Khwaab ki ta'beer
Question
Main akshar ye khawab dekhta hu ki main safar karne ja ra hu aur meri train chut ja ri hai ya main train me hu lekin wo train galat jagah ja ri h matlab meri manzil ki or nai ya main platform me utra hu aur train chut gayi hai owr kafi pareshan ho jata hu main. Iska kya matlab hua please batayie.
Answer
Tamaam Deeni kaam ku apne waqt par ada kare owr paanch waqt ki namaaz apne saheeh waqt par Musjid me jamaat ke saat parhne ka ihtimaam kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.