Bhaanjay ki biwi ke saath halaala karna

· 4 Dhuʻl-Hijjah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaq

Question

Mera sawaal ye he ke kya ayk aadmi ka apne bhanjay ki biwi ke saath halaala karna jaiz ha? Agr jaiz ha to iska tariq kya ha? Yani ke kitne arsey tak use apne nikah main rakey ga or agar jaiz nahi ha to iska kafara kya ha? Please jawaab jaldi dijiye ga apki bht bht nawazish hogi shukriya.

Answer

Baanje ke biwi baanje ke nikaah me ho. Jab wo kisi ke nikaah me ho, to us ke saat halaala kaisa hosakta he?

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.