Nikaah ke maamle me waalidain se mashwarah karna

· 4 Dhuʻl-Hijjah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Kya aadmi waalidain sa pochy bina shadi kar sakta hai? Is main waldain ki naformani ka unsr to nae aye ga?

Answer

Aam towr par waalidain nikaah ke maamle me ziyaada waaqif hote he owr ziyaada tajraba kaar. Un ke mashwara ke baghair kaam karne se bohot se dafa kaam bigar jaata he. Is wajah se larke ku chahia ke maa baap ku bataaye owr un se mashwarah lele.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.