Sowne se pehle teen qul owr aayatul kursi parhna

· 25 Dhuʻl-Hijjah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mai din me soya tha, to ek khwab dikha ke ghar andar darwaje k paas koi uncha sa kaale kapde pahenkar khada hai. Mai darr gaya. Aisa laga wo mujhe lene aaya hai. Mai chilla raha tha but koi meri awaz nahi sun raha tha. Please is khwaab ki tabir ho to bataye?

Answer

Paanch waqt ki namaaz ke ba'd owr sowne se pehle teen qul (Surah Ikhlaas, Surah Falaq owr Surah Naas) owr aayatul kursi parh lia kare. Allah Ta'ala aap ku tamaam shar se hifaazat farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.