Maa baap nabaaligh larki ka nikaah parhaana

· 27 Dhuʻl-Hijjah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Hamary gaon may ek larki ka nikah huwa tha. Uski age one month thi ab wo larki near 23 year hogai hy or ab wo larki us nikah ko nahi manti jo usk walden nay parhaya tha bachpan may. Ab jis larky ke sath nikaah huwa tha wo usko nahi chorta or larki us nikah ko qabool nahi karti. Ab larki court may jay ya wo nikkah shariat may jaiz nahi he or court wali talaaq shariat may jaiz he ya nahi?

Answer

Is surat me jab maa baap ne nikaah parhaya, to nikaah saheeh he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.