Qur'an par haat rakh kar qasam khaan

· 30 Dhuʻl-Hijjah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQasam owr mannat

Question

Mene qasam Quran utha kar khai thi k cigret nahi piyunga or me qasam par qayam nahi reh paya ab mera kya hoga?

Answer

Agar haath rakh karke qasam khaaya to is gunaah se aap Allah Ta'ala se towbah kare owr dil se pukhta azam kare ke aainda aap ye gunaah nahi karenge. Issy tarah Qasam towrne ka kaffara ada kare. Qasam towrne ka kaffara ye he ke aadmi das miskeeno ko kapra pehnaai us qadr kapra jis me namaaz ho sakti ya das miskeeno ko sadaqatul fitr ke miqdaar ke baraabar pesa dow. Agar kisi ko is par qudrat ne ho, to teen din musalsal roza rakhe kaffara ki niyyat se.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.