Kkhaandaan ke bare aur tajraba kaar logo se mashwarah kare tijaarat ke baare me

· 1 Muharram 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehat

Question

Hum hud say ziada pareshan hain. Please ek ehsaan karain hum per aap batain kay kiya meray bachon ko pakistan main job karna behtar hay ya pakistan main karobaar karna behtar hay ya sierra leone main job karna behtar hay ya sierra leone main karobaar karna behtar hay aur ya ghana main job karna behtar hain ya ghana main karobaar karna behtar hay. Aap ka ehsaan hoga aap ko duain dounga.

Answer

Aap apne khaandaan ke bare aur tajraba kaar log se mashwarah kare. Ghayb ka ilm Allah hee jaanata he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.