Khwaab me showhar se kafoor ki khusboo aana

· 2 Muharram 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Main ne khwaab me daikha ke mary shohr ss kisi kisi jaga ss kafoor ki tarah ki khusboo aa tahi ha.

Answer

Allah Ta'ala aap ke khaawind ku ache aa'maal karne ki tawfeeq naseeb farmaenge owr lowgo ku faaida phonchaane ki tawfeeq naseeb farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.