Kisi ku shaadi ke upar majboor karna

· 4 Muharram 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehat

Question

Mai jana chahti hun kisi larki ko uski badsorati ki waja se reject karna sahi ha? Larke ki maa ko us ma sirf khubsorati chye ho jab ke koi larka us ki diyaanat daari sharaafat ki waja se shadi ka khuwish mand ho to...

Answer

Agar koi kisi se shaadi karna nahi chahta, to us ku shaadi par majboor nahi karna chahie. Agar us ku shaadi par majboor kya jae to aainda nikaah me pareshaaniya paida hojaegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.