Khwaab me dargaah dekhna

· 7 Muharram 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Hame khwaab me dargaah ki ziyarat hui he. Hame hamare mamu dargha le jane ke lie ghr aye he aur hum bohot khush he. Mamu ke pear me kuch chub gya jis wajah se ghr aa gye. Hame hamre gahr ke thoda dur wali dargha ki ziyarat hui he. Puri saaf saaf mene wo dargaah dekhi khwaab me. Aap batiye iski tabeer aur ye bhi ke kya mjhe jana chahiye waha?

Answer

Aysi jaga jaane se parhez kare jaha mardo owr awrato ka ikhtilaat he owr purda ka ihtimaam nahi hota he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.