larke ke saat bad kaam karne ke ba'd us ki behn se nikaah karna

· 8 Muharram 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Agar kisi ladke ne kisi dusre ladke ke sath anal sex kiya to kya dono ek dusre ki behan se shaadi kar skte he? Ya shaadi jaiz hogi ya nahi? Please tafseer se Islam ki roshni me bataiye.

Answer

Downo aadmi apne gunaah par khoob towbah kare owr pukta azam kare ke aainda wo aysa gunaah nahi karenge. Lekin downo me se har ayk ke lia dowsre ki behn se nikaah karna jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.