Showhar biwi ku ye kehna "tum mera kaam karo to mera biwi nahi"

· 15 Muharram 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaq

Question

Mera aap say aik sawal hai. Please jald answer din. Meray maray husband Main lari hoi main un k panoo per medicine laganay laage thi or gusay main maan nay un say kha ke khud laga layin un ko is baat per booht gusa ayaa or mujay khanay lagay ke tum per lanat ho tumharee sakal per lanat ho abb tum mara kam karoo too mare biwi nahi (ya) abb tum Mara koi bhi kam karoo to mare biwi nahi.plz patayin kia isss baat say talak hony k andaisa haa ya nahi. Un k khany k matabak un k irada talaq k nahi tha or main house wife hon saaray kam kartee hon abb main kia karon. Main nay pahara ha k ager sarat lagaye jay kise Kam Kay Karnay per talaq k hony ke too word talaq k clear honay chaiy plz defined Hamarre sadee ko five years ho gay han or maray doo chooty bachay hin main boht parasian hon plz answer jalde dain.

Answer

Agar uski niyyat talaaq dene ki thee to eik talaaq baain waaqi hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.