Rishtidaaro ke huqooq poora karna

· 18 Muharram 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Maine ek hi din do khwaab dekha. Pehla khwab men mai dekh raha hu ken mere ammi ko ek ladka hua hai aur achanak sen wo bada ho gaya aur zor zor sen hus raha hai aur mai aitalkursi padh raha hu aur us par phook raha hu par koi asar nhi ho raha. Usi raat maine dusra khwab deka ki mere ammi ko ek ladka hua hai are wo dekhten dekhten aadmi ki sakal len liya aur hamaren kisis family ken sath baat karten huen chala gaya Aap sen guzarish hai iska tabeer bataen.

Answer

Paanch waqt ki namaaz ku apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kare owr tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare. Sab rishtidaaro ke huqooq poora karne ki kowshish kare. Durood Shareef kasrat se parhe owr namaaz ke ba'd ye attached dua parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.