Visa ke baare me khwaab
Question
Me ne Belgium me visa ke appeal ky liye istikhara kiya jis ky baad me ne khwab dekha ky ma thandi zameen par nangy paon chal raha hon or sat aik safaid chadar ha Jo ky ma NY poan ky neechy raki howe ha chal raha hon agay chal kar aik ghar ky dosri manzil par jata hon or oss chat ky oper bhi aik plastic numa chat or wahan par maray sat maray bhai or cousin bhi karay ha Jo ky oss chat ky baray ma bath kar rhay hotay ha ky is ko hum ne pakka karna ha. Please mujhy is ki tabeer bata dain. Allah apko jazaye khair dy Ameen.
Answer
Ye acha khwaab he. Allah Ta'ala aap ki tamanna poori kare owr maal me bhi barkat naseeb farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.