Khwaab me bhai ki qabar dekhna

· 25 Muharram 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Main ne khwaab mai apny ghar k apny roommain apny zinda bhai ki qabar bnaty hoay or qabar bani hoi daikhe hai. Qabar bnany se phly mera bhai kehta hai ke mujy thori dair bad qabar se nikal laina. Phir mai ne uski qabar othtay hoay bhi daikha. Please is khwaab ki tabeer bata dain.

Answer

Aap apne bhai ke lia dua kare owr agar wo tumhari madad ka muhtaaj ho, to us ki madad karle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.