Khwaab ki ta'beer
Question
Main ne khawab me dekha ke main hajj per jany ki tayaree ker ree hoo mery saath mery bachy meri bhabi mera two Bhai aur choty Bhai ka bacha aur bary Bhai ka beta sath jaa rahy hain hum waha jaty hain main masjid jatee hoo namaz parny k liye phir mera chota nephew gum hoo jata hai thory time k baad mil b jata hai per waha per boht fighting hotee hai loogoo main iss ki Kiya tabeer hai.
Answer
Allah Ta'ala hum sab ku tamaam qisam ke fitno se bachaae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.