Allah Ta'ala owr Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam ku Khwaab me dekhna

· 2 Rabiʻ I 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamfollowing the sunnahallah ta'ala

Question

1. Allah Paak Ki Khwab Me Deedar Ke Liye Koi Wazifa?

2. Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Khwab Me Jiyarath Ke Liye Koi Wazifa?

3. Before Die Khwab Me Jannat Ki Basharat Ke Liye Koi Wazifa?

Hadis Ki Roshani Me Ya Ulama E Haq/Ulama E Deoband Ki Kitabo Se Koi Muzarrab Wazifa Batayiye Please. Bohat Bohat Meharbani Hogi.

Answer

1 -2. Sunnato ka ihtimaam karo aur durood shareef kathrat se parho.

3. Yahee sab se behtar cheez he aur fardh namaaz ke ba`d dua bhi karte rahe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.