Esaal-e-Sawaab

· 4 Rabiʻ I 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsJanaazahurduesaal-e-sawaab

Question

Mujhe pata karna hai ki marhoom ko kaise sawab bakhashe jate hain aur iske adaab kya hain?

Answer

Uske liye koi khaas soorat nahi he. Jis qadar taufeeq ho Qur'aan parha jaaye ya ghareebo ko sadqah dede ya koi thawaab ka kaam me madad karle aur niyyat karle ke uska thawaab ko ay Allah mayyit ko pohonchaade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.