Khwaab ki ta'beer

· 11 Rabiʻ I 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mai ne din k wkt ye khwab dekha tha k meri dosri number wali phopo aur phopa jo hain wo mje humary ghar k he kci kmry men bnd kr dty hain mai shor dalti hn to mery dada aa k mje nkalty hain aur unko danty hain us k bad mai ja k apni abu ko btati hn to wo mry phopa se larty hain aur aun ko plas utha k marty hain mai bhai ko btati hn to uska b un k agay zor ni chlta phir mai dkhti hn k mry phopa jo hain wo mry choty waly bhai ko marna chahty hai lekin mai usko bacha leti hn is ise pehly bhi mai khi bar ye dekh chuk hon k ye meri phopo aur phopa jo ha in k pas koi jin ha ya kia aur ye mje aur mry ghar walo ko nuksan puhncha rhy hain ya maar rhy hain.

Answer

Is khwaab ki taraf diyaan ne de.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.