Khwaab ki ta'beer
Question
Main ne apne khwaab ki Tabeer Maloom karni he. Me ne Khuwab me dekha ke main ek Dehaat (Village) tipe Area main hon aur Ek Hotel per betha hon thori dear me Ek Unknown aadmi ne mere Sar (Head) ke Peche Gun rakhi aur Fire kar Dia aur main ne Jaldi se Kalma Parha aur main Kalma sirf 2 baar parh saka aur main Mar gaya. Aur meri aankh Khul gai. Main boht Tension main hon meri kisi ke sath koi Dushmani nhi he. aap se Iltimaas he mere khowab ki Tabeer Bata dain Please.
Answer
Is khwaab ki taraf diyaan ne de.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.