Bad naseebi
Question
Mera sawaal ye he ke bachpan se lekar ab tak bhot mushkil se mene apni study puri ki he. Ghar wale ummid lagaye bethe he me unke sapne pure karunga but sab jagah try kar liya job nahi milti. Mene apni mohabbat kho di me har gaya hu kya me sach me bad naseeb hu? Mujhe jinda rehna chahiye ya nahi?
Answer
Bad naseebi koi cheez nahi. Jab tak tere jism me jaan he koshish karo saheeh koshish karne wala ki ummeed Allah usko dhaai`e nahi karta Allah usko dharoor nawaazta he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.