Khwaab me Ka'ba Shareef dekhna

· 15 Rabiʻ II 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamka'bah

Question

Maine fajar ke namaaz ke waqt khwaab me dekha ke main khana-e-kaaba ke saamne hu aur Allah Ta'ala se gir gira kar dua maang raha hu ke Allah mujhe maaf kar de. Is se pehle bhi maine khwaab me Allah se mafi mangna dekha aur khana e kaaba bhi dekha hai. Meherbani kar ke mujhe iski taabir bata dein.

Answer

Allah Ta'ala aap ku sacha tawbah karne ki tawfeeq naseeb farmae owr apni mahabbat-e-khaassah aap ku naseeb farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.