Khwaab me aane wali cheeze ku dekhna

· 20 Rabiʻ II 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Meri ammi khwaab mein dekhti hai ki kuch khushi aany vali hai to sach mein khushi hoti hai humari ghar mein aur ami jab khwaab mein dekhti hai ghar mein moseebat aany wali hai tab sach mein moseebat aati aur ami Allah se maghfirat bhi maangti hai to aap batayi iss ka vajha kiya hai kes vajha se ami ko aese sapne aaty hai please mujhe bataye.

Answer

Iski wajah ke peeche ne pare. Khushi ke mouqa par shukr karna chaahiye aur museebat ke waqt sabr kare aur Allah ki madad maange.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.