Khwaab ki ta'beer
Question
Main tin bachcho ki ma hu aur aaj maine khwab me saat ladko ko paida kiya sato ladke pehle machli(Fish) jaise lagte the bad me complete ladke ho gaye ye khwab ki tabeer janna chahti hu.
Answer
Allah Ta'ala aap ku neak saalih awlaad naseeb farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.