Khwaab ki ta'beer

· 5 Jumada I 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mai ne khawab mai apne marhum waldha ko dekhta hoo ke mere ghar ka adha (half) hissa bilkul ulat jata hai jis wajha se meri waldha mar jati hai aur chand second bad dekhta hoo ke meri waldah ka adha se zyada hissa kisi janwar ne kha leya hai idehar udhar nazar daurata hoo to dekhta hoo ke kutta kha kar ja raha hai mai use chote stone se marne ke leye nisana lagata hoo par nisana nahi laga pa ta hoo kyou ki mujhe kutte par raham aa jata hai pir uske bad mera bada bhai bada stone se kutte to marne ke leye daurta hai uske bad khawab khatam ho jati hai. Please mufti sahhab is khawab ki tabeer batane ki zahmat gawra farmai.

Answer

Is khwaab ki taraf diyaan ne de.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.