Khwaab ki ta'beer
Question
Mene meri shadi ke liye istekhara kiya per sapna puri tarha se yaad to nahi hai per sirf itna yaad hai ke jese hum istekhara ke liye namaz padh ke sote hai me bhi soi hu or apna muskurata hua chehra dekha bas please muje mere is khwab ki tabeer bataye.
Answer
Ye acha khwaab he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.