Khwaab me gaai ku dekhna
Question
Maine khawab me ayk sehat mand gae (cow) ko dekha wo mere peeche baagh rahi hai. Mai bhi baag raha hoon. Phir kuch door ja kar maine pichee mura to dekha ke wah dubli ho gayi hai.
Answer
Tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam karo.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.