Neak suhbat me rehna
Question
Kal raat mein khawaab mein dekha ke mein paani mein chal raha aur thodi dair mein paani mere qamar tak aagaya aur jaha dekhta hu waah paani dikh raha hai, aur mere paaw koi niche pakad kar khich raha hain. Mein sirf chilla raha tha Allah mujhe bacha, Allah mujhe bacha aur phir meri aankh khuli. Aap meharbani kar ke mere khaawab ki taabir bata dijiye. Aap ka bahut bahut shukriya.
Answer
Hamesha neak suhbat me rahe owr ghalat suhbat se parhez kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.