Iylaa'

· 25 Jumada I 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaqurdutalaaqiylaa'

Question

Islam mein iylaa' kisay kehty hain? Kya iylaa' kay liya Allah ki qasam ka kehna zarori ha? Please mujy batayein.

Answer

Agar koi qasam kha kar kahe ke wo apni biwi ke paas nahi jaaega humbistari karne ke lia chaar mahina ya us se ziyada, to us se iylaa' waaqi hojaegi. Agar us ne apni qasam towrdi owr chaar maheene ke andar humbistari kar li to us ke zimme par kaffaara waajib ho ga qasam towrne ke wajah se lekin talaaq waaqi nahi hogi. Agar wo chaar maheene ke andar humbistari nahi kya to chaar maheene ke guzarne par ayk talaaq-e-baain khud ba khud waaqi hojaegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.