Khwaab ki ta'beer

· 25 Jumada I 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Maine ayk khwaab dekha ke kuch ruh-e matlab jo mar chuke he wo sab jab mujhe ghair rahe he owr usme kuch log hai jo avi zinda hai lekin khawab me maine use mara paya r mujhe chot pohchane k irade se aa re h aur sab ne topi pehna hua hai. Main continue darood sharif pad ra hu r jab meri aankh khuli to main darood sharif padne ki halat me hi tha. Iska kya matlab hua?

Answer

Uski taraf dhiyaan ne do. Aayatul Kursi aur Mu`awwazatain ko har namaaz ke ba`d, sone se pehle aur uthne ke ba`d parho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.